Poem, Teri Ankhon Ka Jaam - Her beautiful eyes

Teri Ankhon Ka Jaam

 Teri Ankhon Ka Jaam

 Teri ankhein khoobsurat jese chand tha shab me,

Lagta jese Suraj tha jese sehar me,

Mohalat or ijazat leta tha tere se ye sama or ye asman bhi,

Mohalat ho jo tumhri khoobsurti se mila dijeye,

Mila dijeye hume kasti se naav bani jo,

Bani jo tair rahi samudra me,

 

Ikhata kiya samudra ne jo saavan tere angan me, 

Dekhne ko khoobsurti teri.


Teri ankhein khoobsurat jese chand tha shab me,

Muskurahat ka parda lagaya tha jo tune teri khoobsurti ke bich,

Mujhe bhi didar kara de un batton ka tere se,

Jo tu karti thi rahat me hamari,

Ki kuch suno humse hamare labo se,

Ki kuch kaho apne khoobsurat labo se,

Mila bhi kya hain naraz hoke humse,

Rahagir banke raha karo humse.


Teri ankhein khoobsurat jese chand tha shab me,

Saas bhi leti thi saas parde ke achal se nikal,

Sath pane ko tera machalti thi rahe hamari,

Thoda pass ahya karo hamare gulshan me,

Jese gulshan me khoobsurti ka tohfaa ahya ho,

Nazarana swikar kiya karo hamara,

Piya karo jaam mohabaat ka sath hamare,

Baras ke ankhon se tumhari.


Teri ankhein khoobsurat jese chand tha shab me,

Badi dilkash tha nazara tujhe chahane ke baad,

Ahya tha teri mehfil me barbad hone ke liye,

Betab dil tujhe dekh siskiya bhar or betab ho gaya,

Ab sukha pada hain jese samudra mohobat ka tera hamare bina,

Saavan me jese virana ahgaya,

Nahaye hai hum tere bin ankhon me teri ab,

Dil tutne ke baad badnam hogaya. 

-Rakashas .


Rakashas

I started my journey 28 years back, when I visited the world, I was unaware about the beauty of nature and hidden secrets of life, than I meet my other half, magic happened when we quarrelled one day, that day I discovered writing as one of my skills. I am all time engineer, a youtuber and a lot more.

2 Comments

Please motivate us. If you like it, do leave a comment below.

Previous Post Next Post